-Manish Misra
Lucknow
मेरे सपनों का भारत-
जहॉ हर दिमाग में तकनीक बसती हो
बेराजगारी जहॉ न रहती हो
हर घर सुख समृद्घि से भरा हो
और जाे कोई उनके मातृभुमि पर ऑख उठाये
हिन्दु हो या मुसलमान मुॅह तोड कर उन्हे भगाये
नाम-अर्पित किषोर
EK BAR PHIR DHARAM GURU HO
EK BAR PHIR SONE KI CHIRIYA
HO PATH PRADARSHAK VISVA KA
AESA MERE SPNO KA BHARAT
JAHAN KOI JAN SOYE NA BHUKA
JAHAN PADE NAHI KABHI SUKHA
CHARON TARAF PHELE KHUSHYALI
LEHLAHAYE FASAL CHAHUN AUR HARIYALI
HO NA KOI BEROJGAR YAHAN PAR
AISA CHAMAKTA HO MERA BHARAT
MAHILAO (WOMEN) KI GHAR GHAR ME POOJA
UNKO MELE NA SAMAJ ME STHAN DOOJA
CHAHUN AUR LAXMI KI VARSHA
PHIR BHARAT KA JAN JAN HARSHA
MANMOHAN KI YAHI DUA HAI
AESA MERE SAPNO KA BHARAT
MANMOHAN SHARMA
EDITOR
OM SRI KHATU SHYAM SHARNAM
MERE SAPNO KA BHARAT- EK AISA DESH JO SARI DUNIYA KA NETRITWA KARE.
MERE SAPNO KA BHARAT EK AISA DESH HAI JO PRAGATISHIL NAHI BALKI DUNIYA KE SARE VIKSIT DESO KA NETRITWA KARNE WALA HOGA.
JAHAN NA TO GARIBI HO NA BEROJGARI HO NA JATIWAD HO NA ASIKSHA HO.LADKIYON KE SAATH BHEDBHAW NA HO KYONKI WE HAMARE DESH KI AADHAR HAI.
BHARAT PRATIBHAWO SE BHARA PADA HAI,YUWAON KI PRATIBHA KO NAI DISHA MILE.
DESH KI BAGDOR UN WYAKTIYON KE HATH HO JO WYAKTIGAT RAJNITI CHHODKAR DESH KI SAMPURNA VIKASH KE LIYE APNE AAP KO NYOCHHAWAR KAR DE.
HAR JARURATMAND WYAKTI KO USKE JARURAT KI WASTU MILE TAKI AATANKWAD KA SAFAYA HO SAKE.
CHARO OR AMAN AUR SANTI HO.
YAHI HAI MERE SAPNO KA BHARAT JO SARE JAHAN SE ACHHA HO.
AVINASH KUMAR CHANDAN
AGE-18
" speed, love n INDIA have no limitaion to prosead" .....!!!!
anu singh
student of DU (ram lal anand college)
No comments:
Post a Comment